studyliterary.com

Composed Upon Westminster Bridge Urdu Meaning/Hindi Meaning | Semester 1 | Class 12 (WBCHSE)

Composed Upon Westminster Bridge Urdu Meaning and Hindi Meaning

Composed Upon Westminster Bridge, September 3, 1802

WILLIAM WORDSWORTH

Table of Contents

Composed Upon Westminster Bridge Urdu Meaning and Hindi Meaning

Earth has not any thing to show more fair:

Zameen ke paas aur koi cheez nahi jo is se zyada khoobsurat/sundar dikhaye:

Dull would he be of soul who could pass by

A sight so touching in its majesty:

Bohat hi bay-hiss/udaaseen hota wo insaan jo is nazare/drshy se guzarta lekin is ka husn/sundarta mehsoos/anubhav nahi karta.

This City now doth, like a garment, wear

The beauty of the morning; silent, bare,

Ye sheher ab, aik kapray ki tarah, subha ki khoobsurti mein lapeta huwa hai; khamosh, aur khaali

Ships, towers, domes, theatres, and temples lie

Jahaaz, minaar, gumbad, theatres aur mandir lehtay hain

Open unto the fields, and to the sky;

Khule hue maidaano par aur aasman k niche;

All bright and glittering in the smokeless air.

Sab kuch roshan/chamakadaar aur chamak se bhara hai dhuwan saaf hawa mein.

Never did sun more beautifully steep

In his first splendour, valley, rock, or hill;

Kabhi bhi sooraj ne itni khoobsurat tareeqe se apni pehli roshni/prakaash mein wadiyon/ghaatiyon, pathron ya pahariyon par dala hoga.

Ne’er saw I, never felt, a calm so deep!

Maine kabhi itni gehri sukoon/shaanti ko na dekha aur na mehsoos/anubhav kiya!

The river glideth at his own sweet will:

Darya/Nadi apni marzi se pyar se behti hai:

Dear God! the very houses seem asleep;

Aey Khuda/Bagwan! Ghar tak soye hue lagte hain;

And all that mighty heart is lying still!

Aur wo bohot si dil ki dharkan ruki hui hai! yani/matlab Aur sheher ka sab kuch aik jagah thehra hua hai!

Main theme of the poem

The main theme of the poem is the beauty and peacefulness of a city in the early morning.

Is nazm/kavita ka asal/mool maqsad/uddeshy subha ke waqt/samay sheher ki khubsurti/sundarta aur sukoon/shaanti ko dikhana hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Sorry! For security purpose, you can't copy

Scroll to Top